Gungunati Rehti Hoon Lyrics – Palak Muchhal & Yasser Desai


Gungunati Rehti Hoon Song Lyrics: The song is sung by Palak Muchhal & Yasser Desai, composed by Jeet Gannguli while lyrics are penned by Rashmi Virag.

Song: Gungunati Rehti Hoon
Movie/Album: Zee Music Original
Singers: Palak Muchhal & Yasser Desai
Lyrics: Rashmi Virag
Composer: Jeet Gannguli
Music Label: Zee Music Company


Gungunati Rehti Hoon Lyrics


Gungunati rehti hoon tera naam aksar
Baadalon pe chalti hoon tumhe saath lekar
Kisi mod pe milo na tum
Kuch door sang chalo na tum

Aandhiyan si chalti hain
Jab tum ho chalte
Bijliyan si girti hain
Jab tum sawarte

Kisi mod pe milo na tum
Mere sang sang udo na tum

Ikk halka sa nasha
Rehta hai aaj-kal
La la…
Khwabon mein tu mere
Chalta hai aaj-kal
La la…

Iss neend se uthana tum
Kisi mod pe milo na tum

Gungunata rehta hoon tera naam aksar
Baadalon pe chalta hoon tumhe saath lekar
Kisi mod pe milo na tum
Mere sang sang udo na tum

Jis din tu na dikhe
Main sau pata nahi
La la…
Humko tere bina
Jeena aata nahi
La la…

Meri dhadkane suno na tum
Mere sang sang udo na tum

Haan, gungunati rehti hoon tera naam aksar
Baadalon pe chalti hoon tumhe saath lekar
Kisi mod pe milo na tum
Kuch door sang chalo na tum


Gungunati Rehti Hoon - Palak Muchhal & Yasser Desai


Post a comment

0 Comments